Lovers Ashyar In Urdu
urdu poetry, urdu shayari, ghazals ,shayari, online nazam,
Monday, 17 February 2014
Saturday, 15 February 2014
Ba Ke Mehak Best Lovers Ashyar In Urdu
Ban Ke Mehak
Lafzo ki tarah mujh se kitabon mein mila kar.
Dunya ka agar dar hai to khuwabo mein mila kar.
Pholon ka khushbo se taaluq hai zaruri.
To ban k mehak mujh se gulabo mein mila kar.
بن کے مہک
لفظوں کی طرح مجھہ سے کتابوں میں ملا کر
دنیا کا اگر ڈر ہے تو خوابوں میں ملا کر
پھولوں کا خوشبو سے تعلق ہے ضروری
تو بن کے مہک مجھہ سے گلابوں میں ملا کر
Duaa Love Ashyar Free For Urdu Poerty
Duaa
Phol mein jis tarah khushbo achi lagti hai.
Mujh ko us tarah aapki dosti achi lagti hai.
"ALLAH" salamat aur khush rakhe aap ko.
Saari "Duaon: mein mujhe ye dua achi lagti hai.
دعا
پھول میں جس طرح خوشبو اچھی لگتی ہے
مجھہ کو اس طرح آپ کی دوستی اچھی لگتی ہے
الله سلامت اور خوش رکھے آپ کو
ساری دعاؤں میں مجھے یہ دعا اچھی لگتی ہے
Monday, 10 February 2014
Tuesday, 14 January 2014
Wo Piyar chahat Ashyer
Wo Piyar
Sachi muhabbat karne wale hazar nahi sirf aak chahiye
Dukh sukh mein de sath wo pyar chahiye
Hum kisi ko bhulate nahi lekin
Jo yaad rakhe hame wo yar chahiye
وہ پیار
سچی محبّت کرنے والے ہزار نہیں صرف ایک چاہیے
دکھہ سکھہ میں دے ساتھہ وہ پیار چاہیے
ہم کسی کو نہیں بھلاتے نہیں لکین
جو یاد رکھے ہم ہمیں وہ یار چاہیے
Friday, 10 January 2014
Nai Ada SE Lovely Ashyer
Nai Ada Se
Shayad koi bahana banao ge aaj bhi
Jhooti qasam safai se khao ge aaj bhi
Tareef kar rahe ho meri tum jo is qadar
Lagta hai jaldi chor k jao ge aaj bhi
Kyo muskura rahe ho koi baat hai zaroor
Shayad nai ada se satao ge aaj bhi
نئی ادا سے
شاید کوئی بہانہ بناؤ گے آج بھی
جھوٹی قسم کھاؤ گے آج بھی
تعریف کر رہے ہو میری تم جو اس قدر
لگتا ہے جلدی چھوڑ کے جاؤ گے آج بھی
کیوں مسکرا رہے ہو کوئی بات ہے
شاید نئی ادا سے ستاو گے آج بھی
Subscribe to:
Posts (Atom)